Insaan jo hai bas do Nasal k hote hain: ek hote hai Harami aur doosre bewakoof—iconic dialogue of Bollywood’s best cult movie.
It’s been a decade since the release of Anurag Kashyap’s Gangs of Wasseypur , but still, it is on the tongue of every movie aficionado. It is just because of its distinctive storyline and superb dialogues that are quite hard to forget. This cult classic was released in two parts, Gangs of Wasseypur 2 has won many awards for its script and the high-powered performance of the actors.
The dialogue of this great crime thriller has been the subject of various meme pages on different social media handles, which made people laugh out loud.
Today, we will share the list of all the popular dialogues of this movie in this article that has become a part of our daily conversation. Let’s start!
“Beta…Tumse na ho payega!”
“Kahe Bhai!”
“Hindustan Me jab tak Cinema hai log chutiye bante rahenge.”
“Us harami ko Mitana Hai Hamein, Goli Nahin marenge, Keh ke Lenge uski.”
“Pura ka pura wasseypur band karwao.”
“Tumhein yaad kar kar ke, haath dukh gaya hamara.”
“Sardar Khan Naam hai Hamara… Bata Dijiyega.”
“Kabhi chahane se hum zindagi dete hai aur kabhi bhool se …lekin maut hamesha hamari khud ki chuk se hoti hai.”
“Hum to sochte the ki Sanjeev Kumar ke ghar mein Bachchan paida hue hain. Lekin jab aankh khuli to dekha ki hum Shashi Kapoor hain.”
“Khana khao, Taqat aayega… Bahar jaake beizzati mat karana.”
“Ye Wasseypur Hai, Yahan Kabutar bhi ek pankh se udta hai, Doosre pankh se apna izzat bachata hai.”
“Zara soongh ke batao mantri ji..Nashta mein ka khaye hai.”
“Yeh dhande mei do cheejo pei kabhi bharosa nahi karna chaiye …ek toh khud se paida hone waale khauf pe aur doosra kisi ke saath pe.”
“Aad chahe jitna bhi bada ho jaye.. laad ke neeche hi rahta hai.”
“Jaise loha lohe ko katata hai waise Chutiya hi chutiya ko marega na.”
“Hamara naam hai Perpendicular. Faizal Khan hamare bade bhai hain. Hum aapka dukan lootne aye hain.”
“Saala chaabi kahan hai? G**nd mei ghusa diye ho kya chaabi sab?”
“Baap ka, Dada ka, Bhai ka. Sabka badla lega re, tera Faizal.”
“Phat ke phlower ho jaega.”
“Insaan jo hai bas do nasal k hote hain: ek hote hai Harami aur doosre bewakoof.”
“Eee ka bawaseer bana diye ho..marte hain kasai mohalla jata hai kalkatta.”
“Bade log apna naam bhool jaate hai lekin apni zameen apna samaan nahi.”
“Na koi kisi ka raqeeb hota hai…na koi kisi ka habeeb hota hai…khuda ki rehmat se ban jaatey hai rishtey…jahan jiska naseeb hota hai.”
“Agar hamare bete ko kuch ho jata toh itna goli maarte..ki aapka driver bhi khali khoka bech bechkar rayees ban jaata.”
“Ye sab achha thodi na lagta hai, Aapko permission leni chahiye na? Aapko laga ki matlab jo marzi, Haath laga lenge humko?”
“Ek hi to jaan hai… ya to Allah lega ya Mauhalla lega.”
“Kabhi chahane se hum zindagi dete hain aur kabhi bhool se…lekin maut hamesha hamari khud ki chuk se hoti hai.”
“Sach bol de bhosdi ke! Ab toh sach bol de bhosdi ke!”
“Muh se taar daal ke, Gaand se nikaal ke agar iss plot pe Patang nahi udaai toh hamara naam nahi.”
“Har yaar wafaadar nahi hota…har pathar chamakdar nahi hota…na jaane ban mein kitne phool khile hai…har phool khushboodar nahi hota.”
“Gareebi todh deti hai joh rishtey khak hote hai..aur paraye apne hote hai jab paise pass hote hai.”
“Itna bum marenge, itna bum marenge, ki pura area dhua dhua ho jayega.”
“Ghar jab apke pita ji apni g**nd khuja rahe honge na, tab pochiega hum kon hai.”
“Hum Ganja peete hain, Charas lete hain, Do-chaar murder kiye hain…Jail bhi gaye hain, Tum bhi ka-ka ki ho, bata do.”
“Har chedah mein bandook daalo. Aur itna goli maaro ki Faisal Khan ke qila ko Hawa Mahal bana do.”
“Hazrat…Hazrat..Hazrat…
Wasseypur ki ladki ko aghva kar liya gaya hai. Agar teen ghante me lautayi nahi gai to poore ilaake me itne bomb marenge ki sab dhuan dhuan ho jaega. Aur Ramadhir Singh ke purey Khandan se Randi ka naach nachayenge.”
Faizal: Picture chalein?
Mohasina: Haath Pakdoge tum? Faizal: Maa kasam nahi pakdunga… Mohasina: Godi mein popcorn girega, to dhoondoge nahi andhere mein? Faizal: Maa kasam nahi dhoondenge… Mohasina: Sat ke baithoge? Faizal: Maa kasam nahi satunga.. Mohasina: To apni amma ko saath le jao na, hamara kya jaroorat hai.”